Sunday 5 January 2014

Bhari duniya me sad shayari

Bhari duniya me wquat ne tanha rahna sikha diya
Tere payar ne duniya ke aage jhukna sikha diya
Kisi dard ya kushi ka ehsas nahi hai ab mujhko
Wquat ne sab kuch zindagi me chupchap sahna sikha diya.

0 comments:

Post a Comment